Note:- It's just rough idea of poem. Don't expect much.
1. Sapna dekha that pankh phailake udne ka,
Na Jane kaha phas Gaya
Dil dahalta hai, sase atakti hai
Na puhunch paane ka
2. Dil me darr liye baita hu,
Kaam tezi se Hota nahi,
Bas aas liye baita hu
3. Kyo dekha tha, aur Mana tha wo sapna suhana,
Aaj na pahunch paane ka sansay liye dhodata hu,
Sase chalti hai, par Mara hua pata hu
Dil me aas liye baita hu, bas yk umeed liye baita hu.
4. Akela nikla vishwa jitne,
Na jaane Kya Kya khatra mol Lena padta hai
Bas aas liye baita,
Dil ko tasalli deta hu
Bas aas liye baitha hu
5. Bhar pet Khana nasib nahi
Bas aas liye baitha hu
Maa itnzar karti
Bas aas liye baithi hai
Aur kitna chalu
Kash ye manzil choti hoti
Par aas liye baitha hu
6. Na rone se kuch milega, na hasne se kuch milega
Milega to sirf mahnat ke rash see
7. Kamyabi milti hai dard ki kokh see,
aur Nakamyabi milti hai sirf yk galati se
Bas Dil me aas liye baitha.

Comments
Post a Comment