Note:- don't expect much from this poem. Just a rough moment. Enjoy... 1. Sapno me wo takat hai, Jo na sone deta na Dil khol ke rone deta Akele is tanhai me bas yk aas liye baitha hu Mann phisal jata hai magar jidd pane ki umeed laga ke baitha hai Kuch aas liye baitha hu 2. Haa har baar thokare khata rahta hu, magar yk jidd hai Jo hat ti nahi Sabne mere sapno majak udaya, lekin mai hi pagal hu, Jo aas liye baitha hu Na Jane is tanhai aur akale me sapne Delhi ya nahi, magar yk umeed liye baitha hu 3. Mai kitni baar gira aur gir kar utha Chote mujhe ghayal to Kiya par aur chot mujhe aur ghal na kar paya Mere is pagalpan ko Kya naam du, pata nahi, Magar yk tamanah hai us manjil ko chune ki, Jo aas liye baitha hai 4. ISthiti bahut najuk hai, par Dil samjhta nahi, Bahut kuch paya hu, bahut kuch khoya hu, Isk Hui bhi toh sirf sapno se, Kya mai pagal hu ya diwana hu, Har lambhe jita hu kabhi haar ke to kabhi Jeet ke. Ye Jo maja hai aur saja bhi, Pata nahi kuch sah...
Entrepreneurship, Stock market, Intraday trading, Investing